Pehlay Saza ka chakh maza phr Tu Jaza ki bat kar..
Zindagi pehlay bhugat phr Tu Qaza ki Bat kar..


 


Drd e Hijraa'n ka Asasa pass rakhta hun sameer
Baat karni hai to dard e la-dawa ki Bat kar..