Main yun milon tujhye

Tera libas ho jaoun

Bana k tuj ko samandar


 


Main piyaas ho jaoun

Jo de de muj ko ijazat

Tu meri jaan mujhye

Bana k chand mohabbat

K aasmaan ka tujhe

Kiran kiran main

Tere aas paas ho jaoun

Huye qabool jo bin mange

Woh duaa tu hay

Jo tuut kar bhi na tuute

Woh silsalah tu hay

Rahe adhuri na jo

Main woh aas ho jaoun