Takabbur na hota agar husn ko bh`e,
Haseenon ki Zalim si fitrat na hoti..

Samajh lete log dil ki Majbooriyaan gar,
Mohabbat se barh kar siqafat na hoti..

Tere hijr mein din haseen hote mere,
Teri yaado se gar jo qorbat na hoti..

Bagher chandni aaj tanha hai Mayank,
Ye badal na hote to furqat na hoti..