Yesterday, 02:15 PM
Umar bhar usko mujhse shikwa raha....
har daur main wo dost khafa raha....
Mulakton ka silsila to chalta raha...
Dil mai ek dard magar uthta raha.....
Kya chahta hai wo bhi mujhe is qadar...
Yahi ek sawal dil mai ubharta raha...
mai aansoo bahata gaya apni bebasi par..