Masoom_se_chahat
05-27-2009, 03:22 PM
kaha us nay
mujhay tab waaqai tum say muhabbat thi
kaha main nay
mujhay to aaj bhi tum say muhabbat hai
woh "tab" ki baat karta hai
main "ab" ki baat karti houn
magar
jo faasla "tab" aur "ab" kay darmiyaan haayal hai
woh hum say to mil kar bhi samaita jaa nahin sakta
woh "ab" tak aa nahin sakta
main "tab" to paa nahin sakti
mujhay tab waaqai tum say muhabbat thi
kaha main nay
mujhay to aaj bhi tum say muhabbat hai
woh "tab" ki baat karta hai
main "ab" ki baat karti houn
magar
jo faasla "tab" aur "ab" kay darmiyaan haayal hai
woh hum say to mil kar bhi samaita jaa nahin sakta
woh "ab" tak aa nahin sakta
main "tab" to paa nahin sakti